Save your Children Babies are God Gifted



Bachay Allah ki taraf se bohat haseen or nayaaab tohfa hotyhain,,, or in ki bohat ehtayat or hifazat karni parti hay jab tak samaj bhooj na a jay bachooo,,
hamary mashray main har ghar main mobile use aaam baat hay ,,,or har insaan bohat jaldi main rehta hay,,, or is jaldi ki waja se bohat se galtia sarzaad ho jati hain jin ka khumaza ya to hamain khud bhgtana parta hay ya phir masoom bachoo ko,,
Bijli ko hi lay lijiay ,,,, hamray gharo main bijli k connection har kamray main hotay hain or ham in ko apny istamal main laty hain,,, hamari laparwahi yeh hoti hay k ham apny har kaam main jaldi ki waja se bijli ka saakat main se taar Cable ya charger laga he rehna daity hain ,, jis ka anjaam bhyanak ho sakta hay,,, Allah na karay aisa ho kisi masoom se phool k sath lakin yeh hakikat ap k samany hay,,,

Zara sochain hamari zimadario main yeh chooti choti batain 

No comments:

Post a Comment